Enjoy Every Movement of life!
Iss waqt jis waqt bhi sochu …
har waqt uss waqt ko sochu …
jiss waqt mila tu….
har ghadi uss waqt ko sochu..❤
इस वक़्त उस वक़्त को सोचू
हर वक़्त उस वक़्त को सोचू
जिस वक्त मिला तू
हर घड़ी उस वक़्त को सोचू❤
Gairon ke sath rehkar jo khabar nahi karte,
Vo hmari to kya ishq ki bhi kadar nahi karte 💯
गेरो के साथ रहकर जो खबर नही करते,
वो हमारी तो क्या इश्क की भी कदर नही करते।💯
