Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tumhare jane ki zid || sad but true
Waqt ko baaton mein uljhana aata tha humein
Agar zid tumhari jane ki na hoti✨
वक़्त को बातो में उल्ज़ाना आता था हमे
अगर जिद तुम्हारी जाने की न होती✨
Title: Tumhare jane ki zid || sad but true
Ishq ka fakeer || two line hindi shayari
Mein ishq ka fakeer hu sahib
Khairaat mein chahta hun mehboob ko ❤
मैं इश्क़ का फ़कीर हूं साहिब,
खैरात में चाहता हूं महबूब को।❤
