Skip to content

दिल ने बुरा मान लिया || hindi shayari sad

tera naam tha aajh kisi ajhnabi ki jubaan pe
baat to jara si thi par dil ne bura maan lyaa

तेरा नाम था आज किसी अजनबी की जुबान पे,
बात तो जरा सी थी पर दिल ने बुरा मान लिया।।

Title: दिल ने बुरा मान लिया || hindi shayari sad

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jaane walon ne sikhaya || sad but true shayari || two line sad shayari

Jaane walo ne yeh sikhaya hai ki
aane walo ko aaukat mein rakhna..🙃

जाने वालों ने ये सिखाया है कि
आने वालों को औकात में रखना..🙃

Title: Jaane walon ne sikhaya || sad but true shayari || two line sad shayari


Barabari nahi hoti ||sad love

raaton me abb use wo baat nahi hoti
ab pehle jaise har ravivar mulaqat nahi hoti
har baar bichdane ka reason bewafai nahi hoti
uski maa ne mana kardiya shadi se
kehkar
hamari our tumari barabari nahi hoti

Title: Barabari nahi hoti ||sad love