Skip to content

मुझे बदनाम ना करना || jhootha pyar mat karna hindi shayari

मजबूरी के साथ कभी मुझे प्यार मत करना,
एहसान करके मुझे कभी खुशिया दान मत करना,
दिल करे तो सच्चा प्यार करना वरना…
झूठी अफवाओं से मुझे बदनाम ना करना। 💘

mazboori ke sath kabhi mujhe pyaar mat karna
ehsaas karke mujhe  kabhi khusiyaa daan mat karna
dil kare to sachha pyaar karna warnaa
jhoothi afwaaho se mujhe badnaam na karna

Title: मुझे बदनाम ना करना || jhootha pyar mat karna hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Apne naam ke sath tujhe har baar likhu || love hindi shayari

Agar apni kismat likhne ka zara sa bhi hak ho mujhe,
To apne naam ke sath tujhe har baar likhu😍..!!

अगर अपनी किस्मत लिखने का जरा सा भी हक हो मुझे,
तो अपने नाम के साथ तुझे हर बार लिखूं😍..!!

Title: Apne naam ke sath tujhe har baar likhu || love hindi shayari


Yaad aate ho || Urdu shayari || Hindi shayari

MASRUFIYAT MAIN JAB YAAD AATE HO KYA KAHOO G GHAZAB KARTE HO

HA LEKIN MASLA YEH TUMHAIN TO BA-AASAANI SAMAJH AAYE GA NAHI

مصروفیت میں جب یاد آتے ہو کیا کہوں جی غضب کرتے ہو
ہاں لیکن مسئلہ یہ تمھیں تو بآسانی سمجھ آئے گا نہیں

Title: Yaad aate ho || Urdu shayari || Hindi shayari