Skip to content

वWaqt hai aajh || 2 lines shayari sad

waqt hai aaj, katal kar do mera
kal duaon mujhe nawaza jayega
वक्त है आज, क़त्ल कर दो मेरा,
कल दुआओं मुझे नवाज़ा जाएगा...

Title: वWaqt hai aajh || 2 lines shayari sad

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ishq ek se halal hota hai || hindi shayari || true love shayari

Main Mutaffik Hun Tumhari Tamam Baaton Se💯
Bairhal Dil Toda Nhi Karte 🙃
Aur Ishq Ek Se Halal Hota hai❤️
Har Kisi Se Thoda Thoda Nhi Karte🙌

मैं मुताफिक हूँ तुम्हारी तमाम बातों से💯
बहरहाल दिल तोड़ा नही करते 🙃
और इश्क़ एक से हलाल होता है❤️
हर किसी से थोड़ा थोड़ा नही करते🙌

Title: Ishq ek se halal hota hai || hindi shayari || true love shayari


Hunar to hai || two line hindi shayari

Hunar to hai duniya ko moohtod jawab dene ka
Bas muskurane ki jhuthi adakaari nhi aati…🙃

हुनर तो है दुनिया को मुंहतोड़ जवाब देने का
बस मुस्कुराने की झूठी अदाकारी नहीं आती…🙃

Title: Hunar to hai || two line hindi shayari