Skip to content

समंदर सी आंखें

समंदर सी उसकी आंखें थी, डूबा तो किनारा खो गया..
दिल मेरा जंगल का शेर सा था, लहरों में बेचारा रो गया..
शुक्र है वहां कश्ती मिली मुझे, कश्ती से सहारा हो गया..
बाहर आया जब उसकी आँखों से, उसके इश्क का मारा हो गया..

Title: समंदर सी आंखें

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


love Whatsapp video status || dil kya kare || hindi shayari

hindi shayri with love song dil kya kare

Hindi shayari:
Is dil pagal pe kahan kisei ka bas chalta hai
pyar jab hona hota hai na
bas ho jaata hai
fir har lamha
har kahin
wahi ek shaks nazar aata hai

song: dil kya kare
jab kisi se
kisi ko pyar ho jaye
jane kahan kab kisi ko
kisi se pyar ho jaye

Title: love Whatsapp video status || dil kya kare || hindi shayari


Khud ke liye jeena || TruE life hindi shayari

KHUD KE LIYE JEENA || TRUE LIFE HINDI SHAYARI
Khud ke liye jeena chahte ho
aur hamesha diisron ki talaash karte ho
apne aap ko khushi deni ki sochte ho
phir bhi doosron ke liye aakhein bharte ho