
apnana bhool gaye
tujhse mohobat hai
maine poori duniya ko
btaa diya bas ek tujhe hi
bataana bhool gaye
Enjoy Every Movement of life!

Mein sayari likhta hu…tum mere jazbaat samaj lo.
Mein alfaaz likhta hu…tum meri Mohabbat samaj lo.
Hai khasiyat yahi hai meri …!
Mein ek dayare mein likhta hu…tum usko meri sharafat samaj lo… !✍️💐💫
मैं शायरी लिखता हूं … तुम मेरे जज़्बात समझ लो।
मैं अल्फाज लिखता हूं…तुम मेरी मोहब्बत समझ लो।
हे खासियत यही है मेरी…!
मैं एक दायरे में लिखता हूं …तुम उसको मेरी शराफत समझ लो!
Sab matlab ki baat samajhte hai
Kaash koi baat ka matlab samjhta😐😐
सब मतलब की बात समझते है
काश कोई बात का मतलब समझता😐😐