Skip to content

Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari

Dil toh har roz toota hai,
Bas awaz nahi ati.
Cheeq toh har roz nikalti hai,
Bas sunayi nahi deti.
Ek safar hi toh hai,
Naya sabera – nayi umeed,
Naye rasta – nayi mushkil,
Phir raat – phir wahi halat.
Umeedien toh khwab mein bhi nahi ati.
Manzil toh har baar dur hoti hai,
Thakan bhi toh har roz hoti hai.
Bas musafir ruk nahi sakti.

Title: Dil toh har roz toot ta hai || sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kis harm me jaati hogi || hindi rooh shayari

किस हरम में जाती होगी रूह,
ये जिस्म छोड़ने के बाद, पता नही...
लगता है वहां सुकून बहुत मिलता होगा,
वरना हर किसी का मुकद्दर वही नही होता...

Title: Kis harm me jaati hogi || hindi rooh shayari


English quotes || sad in love

Even today the traces of your footsteps remains the same, because I do not allow anyone to pass through that path.

Title: English quotes || sad in love