Skip to content

Mere liye nhi koi karar ka mausam || hindi shayari

Khiza ka daur ho ya ho bahar ka mausam
Mere liye nhi koi karar ka mausam

खिजा का दौर हो या हो बहार का मौसम
मेरे लिए नहीं कोई क़रार का मौसम

Title: Mere liye nhi koi karar ka mausam || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Nafrat ke daur mein || hindi shayari || love shayari

Tapti huyi zameen hai jaldhaar bant ta hun
Patjhar ke raston par mein bhaar bant ta hun
Ye aag ka dariya hai jeena bhi bhut mushqil
Nafrat ke daur mein bhi mein pyar bant ta hun🙃❤️

तपती हुई ज़मीं है जलधार बाँटता हूँ
पतझर के रास्तों पर मैं बहार बाँटता हूँ
ये आग का दरिया है जीना भी बहुत मुश्क़िल
नफ़रत के दौर में भी मैं प्यार बाँटता हूँ🙃❤️

Title: Nafrat ke daur mein || hindi shayari || love shayari


jo hauna so hona || Motivational shayari Punjabi

Jo hass ke langh jaawe ohi o din sohna ae
fikraa ch na pyaa karo jo hauna so hona aae

ਜੋ ਹੱਸ ਕੇ ਲੰਘ ਜਾਵੇ ਓਹੀ ਓ ਦਿਨ ਸੋਹਣਾ ਏ
ਫਿਕਰਾਂ ਚ ਨਾ ਪਿਆ ਕਰੋ ਜੋ ਹੋਣਾ ਸੋ ਹੋਣਾ ਏ ..

Title: jo hauna so hona || Motivational shayari Punjabi