Skip to content

Mera saya to nahi || two line hindi shayari

Muddton baad darwaze par koi aaya hai
Dar hai, kahi mera hi saya to nahi…🙌

मुद्दतों बाद दरवाज़े पर कोई आया है,
डर है, कहीं मेरा ही साया तो नहीं…🙌

Title: Mera saya to nahi || two line hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Sawli si wo

Sawli si wo makhmal ke jaisa man ho.Dil pathar Or pyar v ho sawli si wo ,

dikhta hai chamak unke bhi chere par . Jo man ne ko tyar hi ni pyar bhi ho sawli si wo.

Title: Sawli si wo


Pyaar Kya Hai?

Pyaar Kya Hai?
Na Poocho Tum Mujhse,
Kya Batane Se Maan Jaao Ge?
Yoon Bataane Se Fayda Bhi Naheen,
Kar Ke Dekho…
To Jaan Jaao Ge.

Title: Pyaar Kya Hai?