Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…
Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…
E zindagi khatam kar sanso ka aana jana
Mein thak chuka hu khud ko zinda samjhte samjhte💔
ऐ ज़िन्दगी ख़त्म कर सांसों का आना जाना
मै थक चूका हूँ खुद को ज़िंदा समझते समझते💔
Sada milne ki chahat ki, juda hona nhi manga 💕
Humein insan pyare hain, khuda hona nhi manga 🙌
Hmesha mandiron maszid mein Manga hai mohobbat ko ❤️
Kabhi chandi nhi mangi, kabhi sona nhi manga 💯
सदा मिलने की चाहत की, जुदा होना नहीं मांगा💕
हमें इंसान प्यारे हैं, खुदा होना नहीं मांगा🙌
हमेशा मंदिरों मस्जिद में, मांगा है मोहब्बत को❤️
कभी चांदी नही मांगी, कभी सोना नहीं मांगा।💯