Skip to content

Apne Hi Naseeb Se Darr Lagta Hai || Hindi Naseeb Shayari

Na Chaho Itna Humein Chahaton Se Darr Lagta Hai,
Na Aao Kareeb Itna Ki Judai Se Darr Lagta Hai,
Tumhari Wafaon Pe To Hai Yakeen Humein,
Bas Apne Hi Naseeb Se Darr Lagta Hai!

Title: Apne Hi Naseeb Se Darr Lagta Hai || Hindi Naseeb Shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Love hindi shayari Best ever || dil kee kitaab

dil kee kitaab mein gulaab unaka tha,
raat kee neend mein khvaab unaka tha,
kitana pyaar karate ho jab hamane poochha,
mar jaayange tumhaare bina ye jabaab unaka tha….

दिल की किताब में गुलाब उनका था,
रात की नींद में ख्वाब उनका था,
कितना प्यार करते हो जब हमने पूछा,
मर जायंगे तुम्हारे बिना ये जबाब उनका था….

Title: Love hindi shayari Best ever || dil kee kitaab


Ab to hame bhi nahi pata || shayari

Ab to hume bhi nhi pta kya vajood hai hamara unka aana or jaana aksar laga hi rehata hai🙃

अब तो हमे भी नही पता क्या वजूद है हमारा उनका आना और जाना अक्सर लगा ही रहता है🙃

Title: Ab to hame bhi nahi pata || shayari