Bahut gumnaam hai chaht ke raaste
tu bhi laapata me bhi laapta
tu bhi laapata me bhi laapta
बहुत गुमनाम है चाहत के रास्ते
तू भी लापता मैं भी लापता
Enjoy Every Movement of life!

Hmare chote paron se na karo hmare sapno ki pehchaan
Us aasmaa se bhi uchi hai humare haunslon ki udaan ✌️
हमारे छोटे परों से न करो हमारे सपनो की पहचान
उस आसमां से भी ऊंची है हमारे हौसलों की उड़ान✌️