Skip to content

Aaoge Jab Hamari Kabar Par || Kabar sad hindi shayari

Aaj Hamari Baaton Ka Jawab Nahi Dete Na Do,
Aaoge Jab Hamari Kabar Par Hum Bhi Aisa Hi Karenge!

Title: Aaoge Jab Hamari Kabar Par || Kabar sad hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil mein zakham jada || true line Hindi shayari

Har or uljhan aur khamoshiyon ka shor hai
Ankhon mein dhua aur sanson mein gubar bhara hai
Bheed ke tamaam chehro par muskan to bani hai
Lekin dilon mein zakham jada aur sukun zara hai 🙃💯

हर ओर उलझन और खामोशियों का शोर है
आँखों में धुँआ और साँसों में गुबार भरा है 
भीड़ के तमाम चेहरों पर मुस्कान तो बनी है 
लेकिन दिलों में ज़ख्म ज्यादा और सुकून जरा है 🙃💯

Title: Dil mein zakham jada || true line Hindi shayari


Waha yaad kare aap || Urdu Ghazal or Shayari

HAR LAMHA AAP KE HI QURB MAIN GUZRE HAMARA

WAHAAN YAAD KARE AAP YAHAAN DIL DHDHADHKE HAMARA

ہر لمحہ آپ کے ہی قرب میں گزرے ہمارا
وہاں یاد کرے آپ یہاں دل دھڑکے ہمارا

Title: Waha yaad kare aap || Urdu Ghazal or Shayari