Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kyu kal ki yaadon mein sharminda hai
Bhool mat apni saanso ko,
Itna sab guzarne ke baad bhi tu zinda hai,
Jeene ka fir ek mauka hai.
Kyu tu kal ki yaadon mein sharminda hai💯
भूल मत अपनी सांसों को
इतना सभ गुज़रने के बाद भी तू ज़िंदा है
जीने का फिर एक मौका है
क्यों तू कल की यादों में शर्मिंदा है💯
Title: Kyu kal ki yaadon mein sharminda hai
Bewafai ke is duniya mein || bewafai shayari
बेवफाओ की इस दुनिया में संभल कर चलना दोस्तों…
यहां लोग मोहब्बत से भी बर्बाद कर देते हैं।
Bewafai ke is duniya mein sambhal kar chalana doston,
Yahaan log mohabbat se bhi barbaad kar dete hain.

