Skip to content

Kuch aashiq bhi duniya ch  jhalle ne …
kuch duniya walo kle ne…
duniya sath nhi dendi eena da…
ee kle hi iss raah te chle ne…?”

Title: Aashiq jhalle ne || 2 lines aashiq shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Khafaa hona jaroori hai…

Yun toh aap humse kabhi khafaa honge nai,

Par is mohobbat me kabhi kabhi khafaa hona acha hai…

Do jism, ek jaan or ye pyaar jab sacha hai,

Toh is mohobbat me kabhi kabhi khafaa hona kaafi acha hai…

Title: Khafaa hona jaroori hai…


Bachpan || hindi shayari || heart touching

Karlo ibadat bhi is waqt se,
Ke laut aaye bachpan ek baar fir
Jab rukte nahi the pair khuwabon ke piche se
Daudti rahe ye dhadkan ek bar fir…❤️

करलो इबादत भी इस वक्त से,
के लौट आए बचपन एक बार फिर…
जब रुकते नहीं थे पैर ख्वाबों के पीछे से,
दौड़ती रहे ये धड़कन एक बार फिर…❤️

Title: Bachpan || hindi shayari || heart touching