Skip to content

Ab Mohabbat Chhordi Humne

Wo Sanso Se Bandhi Zanjeer Thi Jo Tod Di Humne…
Jaldi Soya Karenge, Ab Mohabbat Chhordi Humne…

Title: Ab Mohabbat Chhordi Humne

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Muqammal rishta || woh sakhsh chahiye

“Adhure Se Rishto ki khwahish nhi ab mujhe..
kre jo Wajud ko muqammal  mere,
wo shaksh chahiye….”

By Nazreen khan…

Title: Muqammal rishta || woh sakhsh chahiye


Sad shayari || hindi shayari || bewafa shayari

Jinhe hum kabil-e-aitbaar samjhte the
Vo hi daga kar gaye
Hairani to is baat ki hai ke jinhe hum zindagi mein bhi shamil nahi karte the
Vo kambakhat unhi se wafa kar gaye💔

जिन्हे हम काबिल-ए-एतबार समझते थे
वो ही दगा कर गए
हैरानी तो इस बात की है कि जिन्हें हम ज़िन्दगी में भी शामिल नहीं करते थे,
वो कमबख्त उन्हीं से वफ़ा कर गए💔

Title: Sad shayari || hindi shayari || bewafa shayari