Enjoy Every Movement of life!
Na duniya ki samaj na logo ki parakh
Hmari aapki mohabbat me bas itna farak
aapne matalab ke liye rishta bnaya humne usi rishte ko dil se nibhaya🥀
ना दुनिया की समझ ना लोगों की परख
हमारी आपकी मोहब्बत में बस इतना फरक
आपने मतलब के लिए रिश्ता बनाया हमने उसी रिश्ते को दिल से निभाया 🥀
Kahin Behtar Hai Teri Amiri Se Muflisi Meri
Chand Sikkon Ke Liye Tune Kya Nahi Khoya Hai
Mana Nahin Hai Makhmal Ka Bichhona Mere Paas
Par Tu Ye Bata Kitni Rate Chain Se Soya Hai…🥺
