Skip to content

Agar mujse mohobbat hai || best hindi shayari

Agar Mujse Mohabat Nahi To Rote Kyu Ho,
Tanhai Me Mere Bare Me Sochte Kyu Ho,
Agar Manzil Juda He To Jane Do Muje,
Lot Ke Kab Aoge Puchte Kyu Ho…🙌

अगर मुझसे मोहोब्बत नहीं तो रोते क्यों हो,
तन्हाई में मेरे बारे में सोचते क्यों हो,
अगर मंज़िल जुदा है तो जाने दो मुझे
लौट के कब आओगे पूछते क्यों हो…🙌

Title: Agar mujse mohobbat hai || best hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hindi shayari || yaadein || sad shayari

Irada na tha mera door jane ka
Gairon se fariyaad na kar mere laut aane ka
Mohobbat ke lamhe bhool nhi sakte
Koi to esa zariya hota yaadon ko bhool jane ka…

इरादा न था मेरा दुर जाने का
गैरो से फ़रियाद न कर मेरे लौट आने का ।
मोहब्बत के लम्हे भूल नही सकते
कोई तो ऐसा जरिया होता यादो को भूल जाने का ।।

Title: Hindi shayari || yaadein || sad shayari


Dosti te pyaar || truth but sad shayari punjabi

Dosti ton mohobat ho sakdi
par mohobat ton mudh dosti nahi ho sakdi

ਦੋਸਤੀ ਤੋਂ ਮੁਹੱਬਤ ਹੋ ਸਕਦੀ..
ਪਰ ਮੁਹੱਬਤ ਤੋਂ ਮੁੜ ਦੋਸਤੀ ਨਈ ਹੋ ਸਕਦੀ..

Title: Dosti te pyaar || truth but sad shayari punjabi