Enjoy Every Movement of life!
Ye faisla tha tumara ya zamaane ki faramiash thi….khare utare har mod par jab jab aajmaish ki….huye jo door aapse ye bhi to aap hi ki khawahish thi🥀
ये फैसला था तुम्हारा या ज़माने की फरमाइश थी….खरे उतरे हर मोड़ पर जब जब आजमाइश की….हुए जो दूर आपसे ये भी तो आप ही की ख्वाइश थी🥀
Khayal jiska tha mujhe, khayal me mila mujhe
Sawal ka jawab bhi sawal me mila mujhe💔
खयाल जिसका था मुझे, खयाल में मिला मुझे
सवाल का जवाब भी सवाल में ही मिला मुझे💔
