Skip to content

Akhri labz || so sad punjabi status

Ohde aakhri labza ne naumeed karta c,,
Jis rah shad k gai otho mudna okha karta c..

Title: Akhri labz || so sad punjabi status

Tags:

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kabhi aao to || Hindi shayari

Baadlo ke aage bhi ek shehr hai
Us shehar ke aage mera ghar bas ek pehar hai
Kabhi aayo to pahadon vali sadak le lena tum
Agar gum hue to baadlon ki madad le lena tum
Aur milo mujse to swaal km hi puchna
Agar chup raha mein to ankhein padh lena tum
Kabhi aayo to pahadon vali sadak..

बादलो के आगे भी एक शहर है
उस शहर के आगे मेरा घर बस एक पहर है
कभी आओ तो पहाड़ों वाली सड़क ले लेना तुम
अगर गुम हुए तो बादलो की मदद ले लेना तुम
और मिलो मुझसे तो सवाल थोड़े कम ही पूछना
अगर चुप रहा मै तो आखें पढ़ लेना तुम
कभी आओ तो पहाड़ों वाली सड़क….

Title: Kabhi aao to || Hindi shayari


Pyar ke safar pe le jaana hai tujko

Apni mohabbat se sazana hai tujh ko, Kitni chahat hai ye batana hai tujhko,
Raahon me bicha ke mohabbat apni, Pyar ke safar pe le jaana hai tujko.

Title: Pyar ke safar pe le jaana hai tujko