Skip to content

Apke jaane ke baad
Jab bhi takiye pr sir dhare soyi hu
Raton ko uth uth apki yaadon me royi hu
Chahe ap mere paas nahi lekin abhi bhi apke saath hone ka ehsaas hai
Pata nahi ap kya sochte honge humare bare me
Lekin jaan, aj bhi ap humare liye utne hi khas hein ❤️

Title: Apki Yaad 💕

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Adhoore reh gaye sapne || sad but true || Hindi shayari

Sad Hindi shayari || waqt shayari || kismat shayari || zindagi shayari || adhoore reh gye sapne




Waqt || hindi shayari || two line shayari

Zindagi me kabhi kabhi waqt aisa bhi aata hai gam ko apne andar chupa kar bahar insaan muskurata hai 🙂 

ज़िंदगी में कभी कभी वक़्त ऐसा भी आता है गम को अपने अंदर छुपा कर बाहर इंसान मुस्कुराता है 🥲

Title: Waqt || hindi shayari || two line shayari