Skip to content

Apna khayal rakha karo || Two line shayari || love hindi shayari

सुनो तुम अपना ख्याल रखा करो,
क्योंकि मेरे पास तुम जैसा और कोई नही..❤️

Title: Apna khayal rakha karo || Two line shayari || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Hum Bhi Aisa Hi Karenge || Dard Hindi shayari

Aaj Hamari Baaton Ka Jawab Nahi Dete Na Do,
Aaoge Jab Hamari Kabar Par,
Hum Bhi Aisa Hi Karenge!

Title: Hum Bhi Aisa Hi Karenge || Dard Hindi shayari


Itni Muddat Baad || HIndi Gazal

Itni Muddat Baad #Gazal# 

Itni Muddat Baad Mile Ho
Kin Socho Mein Gum Rahate Ho

Tez Hawaa Ne Mujh Se Puchaa
Ret Pe Kya Likhte Rehte Ho

Kaun Si Baat Hai Tum Mein Aisi
Itne Achchhe Kyon Lagte Ho

Hum Se Na Poocho Hijr Ke Qisse
Apni Kaho Ab Tum Kaise Ho!

Title: Itni Muddat Baad || HIndi Gazal