Skip to content

  • by

Title:

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Waqt bura ya bure hum ho gaye || sad Hindi shayari

Waqt bura hai ya bure hum ho gye
In ankhon mein ansuyon ke siwa kuch nhi hota
Has leta hu logo ko dikhane ke liye
Vese to dard ki kitaab hai meri zindagi 💔

वक्त बुरा है या बुरे हम हो गए
इन आंखों में आंसुओं के सिवा कुछ नही होता
हँस लेता हूं लोगों को दिखाने के लिए,
वैसे तो दर्द की किताब है मेरी जिंदगी💔

Title: Waqt bura ya bure hum ho gaye || sad Hindi shayari


Kahi vo vaada hi na bhool jaye || sad but true shayari || sad shayari

Hindi shayari || love sad shayari || Ek vaada usne bhi humse kiya tha ke zindagi milaye na milaye.. Yaad hamesha rakhungi..... Murshad dar stata humein is baat se hai kahi vo vaada hi na bhool jaye....
Ek vaada usne bhi humse kiya tha ke zindagi milaye na milaye.. Yaad hamesha rakhungi….. Murshad dar stata humein is baat se hai kahi vo vaada hi na bhool jaye….