Skip to content

Baat na hona || hindi shayari

Baat na hona baat hona hota hai
Sab kuj pa kar v sab kuj khona hota hai
Hass hass ka Dunea sa milna akala ka rona hota hai
Sara din ro ro kar yr zaruri sonna hota hai
Puri dunea ho pass lakin ek shaksh ka bina dil ❤️ka kona kona hota hai
Muskil to nhi hai kuj v nhi hai yr bss yr Ko khona sa phla khud ko khona hota hai
Nazdeekea ki baat mat kr ab tujsa milna ki chahat nahi abb
Tujsa milkar durr hona hota hai

Title: Baat na hona || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Pal || hindi shayari || true love shayari

Pal bhar tere sath mein jo sukun mila tha
Kaash vo pal meri life ka aakhri pal hota❤

पल भर तेरे साथ में जो सुकून मिला था
काश वो पल मेरी लाइफ का आखरी पल होता❤

Title: Pal || hindi shayari || true love shayari


Deewane tere || punjabi shayari

Kine diwane suli tange tu
mat paeyaa kar soott kale rang de tu
oehla hi kehar bindi na uto laaeya kar
tere ton guzaarish tu bahar ghat jaaeyaa kar

ਕਿਨੇਂ ਦਿਵਾਨੇ ਸੁਲੀ ਟੰਗੇ ਤੂੰ
ਮੱਤ ਪਾਇਆ ਕਰ ਸ਼ੂਟ ਕਾਲ਼ੇ ਰੰਗ ਦੇ ਤੂੰ
ਪਹਿਲਾਂ ਹੀ ਕਹੀਰ ਬਿਂਦੀ ਨਾ ਉਤੋਂ ਲਾਇਆ ਕਰ
ਤੇਰੇ ਤੋਂ ਗੁਜ਼ਾਰਿਸ਼ ਤੂੰ ਬਾਹਰ ਘੱਟ ਜਾਇਆਂ ਕਰ

Title: Deewane tere || punjabi shayari