
toh dil me itni karhwaahat kyun
agar dil mein jagah de hi nahi sakte
toh janaab yeh sab choothi chahat kyu
Enjoy Every Movement of life!

Un haseen palo ko yaad kar rhay the,🥰
aasmaan se tumhari baat kar rhay the ❤️
sukoon mila sunkar hume 😇
jab hawao ne btaya tum bhi hame yaad kar rhay the😍
Paimaana aadha shodhna, yeh kaha ka lihaaz hai
nazre bhar jaati hai dil lgaakar peene se
पैमाना आधा छोड़ना, ये कहां का लिहाज़ है,
नजरें भर जाती है दिल लगाकर पीने से...