Skip to content

badal gaye logg || Hindi shayari punjabi fonts || 2 lines

Badal gaye logg ehstaa-ehstaa
ab toh apna bhi hakk banta hai

ਬਦਲ ਗਏ ਲੋਗ ਅਹਿਸਤਾ-ਅਹਿਸਤਾ,
ਅਬ ਤੋ ਅਪਨਾ ਭੀ ਹਕ ਬਨਤਾ ਹੈ‼

Title: badal gaye logg || Hindi shayari punjabi fonts || 2 lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Yeh duniyaa hai janab || True Lines Status

Yeh duniyaa hai janab, mehfil me badnaam
aur akele me salaam karti hai

ਯੇ ਦੁਨੀਆਂ ਹੈ ਜਨਾਬ, ਮਹਿਫ਼ਿਲ ਮੇ ਬਦਨਾਮ,
ਔਰ ਅਕੇਲੇ ਮੇ ਸਲਾਮ ਕਰਤੀ ਹੈ!!

Title: Yeh duniyaa hai janab || True Lines Status


Teri qurbat || Shayari from heart in hindi

Jaane kaise wo pal itne ruhaaniyat bangaye

woh lamhe toh teri qurbat ke sabab bangaye

sambhalna mushkil sa raha tere jaane ke baad ,

hum toh mariz the teri mohabbat ke ab toh deewaane bangaye.

जाने कैसे वो पल इतने रुहानियत बनगए

वोह लम्हे तोह तेरी क़ुरबत के सबब बनगए

संभालना मुश्किल सा रहा तेरे जाने के बाद ,
हम तो मरीज़ थे तेरी मोहब्बत के अब तोह दीवाने बनगए.
                                          
                                          -Ahiban
 

Title: Teri qurbat || Shayari from heart in hindi