Enjoy Every Movement of life!
Khayal jiska tha mujhe, khayal me mila mujhe
Sawal ka jawab bhi sawal me mila mujhe💔
खयाल जिसका था मुझे, खयाल में मिला मुझे
सवाल का जवाब भी सवाल में ही मिला मुझे💔
Vo dekh kar bhi nazarandaaz karte
Par koi na gila humein
Ishq ho ya nafrat
Sab thoda hi mila humein💔
वो देख कर भी नजरंदाज करते
पर कोई न गिला हमे
ईश्क हो या नफरत
सब थोड़ा ही मिला हमे💔
