Skip to content

Bas itna hi zaroori hai ishq || shayari in hindi

क्या इतना ही जरूरी है इश्क जताना

हर बात पे रूठे हुओ को मनाना

कुछ बाते अनकही भी कहे है

जरूरी नहीं होता है बात पे सर झुकाना

Title: Bas itna hi zaroori hai ishq || shayari in hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tere jaisa yaar khan || true lines || dosti shayari

In this world when everyone says 
“Dost dost na rha”
You made me believe
” Tere jaisa yaar khaan “💙

Title: Tere jaisa yaar khan || true lines || dosti shayari


Andhere ki duniya || dard shayari hindi sad

Aksar log andhere ko apni duniya maan lete hain

Kadwi sachhai ko jhel nahi paate hain

Ujjale ki roshni uski andhere ki duniya ko nigal leti hai

Uski iss jhuti Jahan ki badal dati hai

Andhere ki duniya bhale hi jhuti ho sukun ke do pal deta hai

Ujjali Kiran aane waale sach ka kal deta hai

Kya kare yeh dil sach maanta hi nahi

Dhoke kaa maara hai,yakeen karna isko aata nahi

Title: Andhere ki duniya || dard shayari hindi sad