Skip to content

bechni padh rahi Wine || funny 2 lines

Na Kara koi Acha kaam bus Kara hai crime,
Banna tha don pr bechni pad rhi hai Wine,

Title: bechni padh rahi Wine || funny 2 lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ajeeb thi daastaan || hindi sad shayari

.       ♥️  Ajeeb  thi    daastaan ♥️

Kaise sunau Darr jo dil mein hai
Toofan se bhi zyada baatein dil mein hai
Ajeeb thi wo daastaan j
is ke khaatir saari
zindagi hum Darte darte jee gaye…….. .                 

              ………..nida………..

Title: Ajeeb thi daastaan || hindi sad shayari


Vo to hum the ||sad but true shayari || sad shayari

vo to hum the isliye 
warna
waqt ke jis daur se hum guzre hai
is daur se koi aur guzarta to guzar jata🙌💔

वो तो हम थे इसलिए
वरना
वक्त के जिस दौर से हम गुजरे है
इस दौर से कोई और गुजरता तो गुजर जाता🙌💔

Title: Vo to hum the ||sad but true shayari || sad shayari