Skip to content

Beete huye pal || hindi shayari

Murari vo beete huye pal likhu
Ya is baisakh ki tapti dhup likhu😶

मुरारी वो बीते हुए पल लिखूं
या इस बैसाख की तपती धूप लिखूं😶

Title: Beete huye pal || hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


tujhse milne ke baad

tujhse milne ke baad dil aasmaan ko chu jata h ,

tujhse milne ke baad ye samundar ke gote khata h,

tumhari aakhe itni khubsurat h ki inme doob jau,

ha tumhe ishq karti hu kaise tumhe batau,

tum itne mashoor ho kaise tumhe gale se lagau ,

tum itne magnoor ho pal bhar thaher ke mujhe dekh bhi nhi sakte,

aur mai itni fursat me hu ki tum haat pakdo,

mai saari haade paar kar jau.

Title: tujhse milne ke baad


Ishq adhoora || two line hindi shayari

Ishq adhoora raha to kya hua,
Hum to poore barbaad hue🙌

इश्क़ अधूरा रहा तो क्या हुआ,
हम तो पूरे बर्बाद हुए।🙌

Title: Ishq adhoora || two line hindi shayari