Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Koi humse hum jaisi mohobbat || true line shayari || hindi shayari
Mukaddar hamare bhi ba-kamaal hote
Koi humse hum jaisi mohobbat kar pata to..!!
मुकद्दर हमारे भी बा-कमाल होते
कोई हमसे हम जैसी मोहोब्बत कर पाता तो..!!
Title: Koi humse hum jaisi mohobbat || true line shayari || hindi shayari
Yaad hai ?
Yaad hai wo raat jbb humne tumhe
chaand aur khud ko Tara kaha tha
Hazaar dafa tutne ko taiyaar the jbb
Tumhe khudko humara kaha thaa
Aur humne tumhre jaane ka gam nhi kiya
Kyunki tumne jaane ki wjh khud ko
Kisi ka sahara kaha tha….
~priyanshi pathak
