Skip to content

Beshumar pyar || love hindi shayari

Bahut besabri se intezaar karte hain hum,
Tumhari ek jhalak ko bekaraar marte hain hum, 
Khud ko ye kehkar dilasa de diya karte hain 
ke tum chahe chale bhi jao
phir bhi Tumse hi beshumaar pyar karenge hum❤

बहुत बेसबरी से इंतज़ार करते हैं हम
तुम्हारी एक झलक को बेकरार मरते हैं हम
खुद को यह कह कर दिलासा दे दिया करते हैं
कि तुम चाहे चले भी जाओ
फिर भी तुमसे ही बेशुमार प्यार करेंगे हम❤

Title: Beshumar pyar || love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Sapno mein bula lena || Love Shayari in Hindi || beautiful lines

मीठी मीठी यादे पलकों पे सजा लेना
एक साथ गुज़ारे पल को दिल में बसा लेना
नज़र ना आऊं हकीकत में अगर
मुस्कुरा कर मुझे सपनो में बुला लेना।☺️

Title: Sapno mein bula lena || Love Shayari in Hindi || beautiful lines


Zindagi tere naam likhi hai

Zindagi tere naam likhi hai!!

Zindagi tere naam likhi hai dil ke safar mein,
Har lamha tu saath ho, toh kya baat hai guzar mein.

Muskurahat teri roshni hai andheron ke sheher mein,
Tere bina lagta hai kuchh adhura har nazar mein.

Khwaab teri baahon ke, sach ban jaaye har shaam,
Bas itna hai armaan… zindagi ho tere naam…..

~vaishnavi!!