Skip to content

Bhawe shaklo nahi sohne || 2 lines Attitude and true shayari

Bhawe shaklo nahi sohne, rabb sohna zameer dita
jeba notta naal nahi bhariyaa, par dil ameer dita

ਭਾਵੇਂ ਸ਼ਕਲੋੰ ਨਹੀ ਸੋਹਣੇ,🚫ਰੱਬ ਸੋਹਣਾ ਜ਼ਮੀਰ ਦਿੱਤਾ 💖
ਜੇਬਾ ਨੋਟਾਂ ਨਾਲ ਨਹੀ ਭਰੀਆਂ,🚫ਪਰ ਦਿਲ ਅਮੀਰ ਦਿੱਤਾ ❣️👌 🖤

I_kuldeep_singh

❣️

Title: Bhawe shaklo nahi sohne || 2 lines Attitude and true shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ladka hona bhi khan itna aasan hai

Agar betiyan naseeb se to Bete bhi duaaon ke saath aate hai apni aashaon ko rakh kar alag pehle faraz nibhate hai Bete se pita tak ka kirdaar vo bakhubi nibhaye fir bhi kabhi bura pati to kabhi beta bura kehlaye parivaar ka bhar kandho par liye chlata hai kamyaab hote hote na jaane kitni baar fislata hai roye to kamjor na roye to pathar dil do tarfa samaaj me jeena hai mushkil man me zimmedari ka bhoj chehre par muskaan hai ladka hona bhi khan itna aasan hai….ladka hona bhi khan itna aasan hai💙

Title: Ladka hona bhi khan itna aasan hai


For best friend || Dost shayari || true lines

Bagwan ek hi dost de , lekin Asia de joh humse jyada humari Khamoshi smjhe..💯

Title: For best friend || Dost shayari || true lines