Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Two line hindi shayari || zindagi shayari
Zindagi ek aayine ki tarah hoti hai jab ham muskurate hai tab zindagi bhi muskurtee hai 😊
Maine apni zindagi se ye sabk sikha hai
jo tumhe na smjhe use nazarandaaj krdo🙌
Main zindagi se jaayda khawahish nahi rkhti
bas Mera agla kadam pehle se behtreen ho 😊
Title: Two line hindi shayari || zindagi shayari
Mohobbat || hindi shayari
❤💕Tum Ek Baar Mujhse Mujh Jaisi Mohobbat Karake To Dekhon Yaar❤💕
❤💕Pyaar Ummeed Se Kam Ho To Saja-E-Maut De Dena❤💕
❤💕तुम एक बार मुझसे मुझ जैसी मोहोब्बत करके तो देखो यार❤💕
❤💕प्यार उम्मीद से कम हो तो सजा-ए-मौत दे देना❤💕

