Juda karne ki koshish to bahuton ne ki thi,
Lekin Aaj tak use main bhula na paya,
Pyaar pane ki koshish to humne bhi bahot ki thi,
Magar aaj tak tumhaara pyar mil na paya
@80rullah
Juda karne ki koshish to bahuton ne ki thi,
Lekin Aaj tak use main bhula na paya,
Pyaar pane ki koshish to humne bhi bahot ki thi,
Magar aaj tak tumhaara pyar mil na paya
@80rullah

apanee saanson mein mahakata paaya hai tujhe,
har khavaab me bulaaya hai tujhe,
kyoo na kare yaad tujh ko,
jab khuda ne hamaare lie banaaya hai tujhe…..
अपनी सांसों में महकता पाया है तुझे,
हर खवाब मे बुलाया है तुझे,
क्यू न करे याद तुझ को,
जब खुदा ने हमारे लिए बनाया है तुझे…..💕💕