Skip to content

Bhut rulate hain vo log || sad Hindi shayari || true lines

Bhut rulate hain vo log aksar
jinse mohobbt hua krti hai..!!

बहुत रुलातें हैं वो लोग अक्सर
जिनसे मोहोब्बत हुआ करती है..!!

Title: Bhut rulate hain vo log || sad Hindi shayari || true lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Rabb khair kare || hindi shayari

Nigahe nasheeli ghata zulf kaali ye dil-kash adaa rab khair kare

Ye Sawan ka mosam or qatil haseena magar he khafa rab khair kare.

Adaye bhi qatil nigahe bhi qatil            ye zulfe bhi qatil pukare Jo wo            to sadaye bhi qatil!

Saja siyaah jode me qatil                        hamara kare bas kare rab                      khair kare

Title: Rabb khair kare || hindi shayari


Tujhe dekhke || loveshayri 🥰 || hindi shayari

Mere vajood mein kaash tu utar jaye😚💞💫
Mein dekhu aayina aur tu nazar aye❤️🫶💋
Tu ho saamne aur ye waqt thehar jaye 🫶😘💝
Aur ye zindagi tujhe dekhte huye guzar jaye💞💞💞

मेरे बजूद में काश तू उतर जाए, 😚💞💫
मैं देखूं आईना और तू नज़र आये,❤️🫶💋
तू हो सामने और ये वक्त ठहर जाए,🫶😘💝
और ये जिंदगी तुझे देखते हुए गुज़र जाए💞💞💞

Title: Tujhe dekhke || loveshayri 🥰 || hindi shayari