
Mukh tera ki akhiyan nu fabbeya e..!!
Bullan ne haase injh tikaye ne
Khzana jio koi hath laggeya e..!!

ishq kya hai?
udaas jo hojauu main to aansoo ,
uski aankh se jhalak jaye.
dil pe lagi baat ko bhoolkar ,
vo meri ek muskurahat pe maanjaye.
khafa ho jab duniya mujhse,
to ek vo mujhe seene se lagaye.
tohfe chah kam hi sahi par mere liye izzat,
uski aankho me saaf nazar aaye.
roothna manana to chalta hi hai par jo main rooth jaun ,
to rooh uski bechain hojaye.
ye ehsaas hi to ishq hai, ye jazbat hi to ishq hai
Haan yaad aaya uske akhri alfaaz ye the
Agar jee sako to jee lena agar mar jayo to ascha hai💔
हाँ याद आया उसके आखरी अलफ़ाज़ ये थे
अगर जी सको तो जी लेना अगर मर जाओ तो अच्छा है💔