
apnana bhool gaye
tujhse mohobat hai
maine poori duniya ko
btaa diya bas ek tujhe hi
bataana bhool gaye

Chal rha to chal………na piche dekh ruk matt…
na khud ko rok…. bs age bdne ki soch…
pathar atte hai zindagi mai….taraash unko or heera bnn
Chal rha to chal..na piche dekh…
safr bhut hai ..mazil ab ..door..
na piche dekh …chal rha h to chal.. na piche dekh…
Kamyaabi ka safar kuch aise tay karna hai kisi ki jarurat nahi khawahish banna hai 💚
कामयाबी का सफर कुछ ऐसे तय करना है किसी की ज़रूरत नहीं ख्वाहिश बनना है 💚