Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ek Swaal ? Mohabbat Kya hai

Mohabbat kya hai?
Kaisi Hogi?
Bas ek sawal tha mere liye
Magar Jab maine tumhe pehli baar
dekha
Toh mujhe mere sawalon ka jawaab Mil Gaya
phir kaheen se dard || 2 lines dard hindi status
phir kaheen se dard ke sikke milenge,
ye hathelee aaj phir khujala rahee hai..
फिर कहीं से दर्द के सिक्के मिलेंगे,
ये हथेली आज फिर खुजला रही है..
