
Enjoy Every Movement of life!

Har din Darr🥺😰 kar jiya maine
sirf yeh soanch kar ke kahi
meri galti ki saza tumhe na mile
shayad galat thi mai Darr Darr kar
sabko apna na seekh liya maine👍
Mohobbat unse kesi hai na puchiye janab
Vo samne bhi nahi aate fir bhi deedar ho jata hai..!!
मोहोब्बत उनसे कैसी है ना पूछिए जनाब
वो सामने भी नहीं आते फ़िर भी दीदार हो जाता है..!!