Skip to content

Chura lu tumhe tumse ||love hindi shayari

Aayo tumhe chura lun tumse,
Gar khata hai to saza khud mukarar karlu
Gar shak hai to soona har manzir karlu
Kar do koi gunah to le loo apne sar
Gar hath thamo to khushiyon se mukaddar bhar du….🥰

आओ तुम्हें चुरा लूं तुमसे,
गर ख़ता है तो सज़ा खुद मुकर्रर कर लूं,
गर शक है तो सूना हर मंज़र कर लूं,
कर दो कोई गुनाह तो ले लूं अपने सिर
गर हाथ थामो तो खुशियों से मुकद्दर भर दूं….🥰

Title: Chura lu tumhe tumse ||love hindi shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


us MOD par

अब जिंदगी के उस मोड पर खड़े है हम,

ना किसी के आने की खुशी है, ना ही किसी के जाने का ग़म।

Ab zindagi ke us mod par khade hai hum

Naa kisi ke aane ki khushi hai, aur naa hi kisi ke jaane ka gham.

Title: us MOD par


Deedar shayari || hindi shayari || shayari images

Mohobbat unse kesi hai na puchiye janab
Vo samne bhi nahi aate fir bhi deedar ho jata hai..!!