Use khone ka dar bhi kya khoob hai jise kabhi paya hi na ho
Lakeeren akasar unhi se milaya karti hain jo kismat me nhi hote💔
Enjoy Every Movement of life!
Use khone ka dar bhi kya khoob hai jise kabhi paya hi na ho
Lakeeren akasar unhi se milaya karti hain jo kismat me nhi hote💔
Zinda hun toh jee lene do..
Kisi ka ukhad toh nhi rahi hun….
Kahin mar jane k baad yaad ayi toh
kisi kaam k liye..
Kya karoge….🙂
So..jee lene do….
Mana ke mohabbat buri bhi nahi hai
lekin maa baap se zyada zaruri bhi nahi hai😇✌
माना के मोहोब्बत बुरी भी नहीं है
लेकिन माँ बाप से ज्यादा जरूरी भी नहीं है😇✌