Skip to content

DArd se ek din hamne poosha || dard shayarii hindi

DArd se ek din hamne poosha ki tum jaate kyu nahi
usne kahaa apno ke diye tohfo ko wapis nahi kiya jaata



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Jana pehchana sa rishta🫶

Bada jana pehchana sa rishta ban gya ik anjaan ke sath na koi usse pehle na koi uske baad🤍

बड़ा जाना पहचाना सा रिश्ता बन गया इक अंजान के साथ न कोई उससे पहले ना कोई उसके बाद🤍

Title: Jana pehchana sa rishta🫶


Koi qaza kar oyea hai || hindi love sad shayari

Koi ibadat ki chah mein roya,

Koi ibadat ki rah mein roya

Ajab h namaz-e- muhabbat ka silsila,

Koi qaza kr k roya, koi adaa kr k roya….🖤

Title: Koi qaza kar oyea hai || hindi love sad shayari