Skip to content

Darr rehnda e || sachii shayari || true love shayari || love lines

Darr rehnda e mann ch
Tethon door jaan da
Tere door hon da.!!

ਡਰ ਰਹਿੰਦਾ ਏ ਮਨ ‘ਚ
ਤੈਥੋਂ ਦੂਰ ਜਾਣ ਦਾ
ਤੇਰੇ ਦੂਰ ਹੋਣ ਦਾ..!!

Title: Darr rehnda e || sachii shayari || true love shayari || love lines

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tadapti rooh || sad hindi shayari

Kuch ghav thik ho rhe hai
kuch par marham lgaya ja rha hai
Par kya btaye ye jhakhm to bahar ke hai
andar se to meri rooh ko tadpaya jarha hai💔

कुछ घाव ठीक हो रहे हैं
कुछ पर मरहम लगाया जा रहा है
पर क्या बताएँ ये ज़ख्म तो बाहर के हैं
अंदर से तो मेरी रूह को तड़पाया जा रहा है💔

Title: Tadapti rooh || sad hindi shayari


Hamko naa mile wahi toh pyar hai || hindi love shayari

Tumse dur hone ka ghum itna hoga socha nahi tha,
Hum bhi itne kamzor hain pata nahi tha.
Kaise itni jaldi kamzori ban gaye,
Milne se pehle hi zindagi bhar ka ghum de gaye.
Pehli baar mehsoos ki hai aisi khoobsurti,

Apni awaz se hi badal di humari duniya,
Kya pata agar mulaqat hoti,
Toh hamari kismat hi badal jati.
Dekho kitne majboor hain hum,
Dosti hamari thi, Dard bhi hamare hain,

Duri hamari thi, saza bhi hamari hai.
Galti bhi hamari thi, faisle bhi hamare hain.
Asal sapna toh tumse milkar dekha,
Jab ankhein khuli toh pata chala,
Jo noorani hai, wahi toh khwab hai,
Jo humko nahi mila wahi toh pyar hai.

Title: Hamko naa mile wahi toh pyar hai || hindi love shayari