Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohobbat || URDU Shayari || two line shayari
MOHABBAT KI LAKEERON SE DOOR KHWAABON MAIN JI RAHI HO MAIN
WO LAMHA WASL KA KABHI MERI HAYAAT MAIN TO AAYE GA NAHI
محبّت کی لکیروں سے دور خوابوں میں جی رہی ہوں میں
وہ لمحہ وصل کا کبھی میری حیات میں تو آئے گا نہیں
Title: Mohobbat || URDU Shayari || two line shayari
Jab bhi peeche dekhoge || Hindi shayari
Shayad salo sal tum smay laga do,
Kisi ke intezaar main zindagi bita do,
Magar jab bhi thak haar ke piche dekhoge,
Tab bhi Hme apne intezaar main hi tadapta dekhoge.🍂

