Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pyar ke safar pe le jaana hai tujko
Apni mohabbat se sazana hai tujh ko, Kitni chahat hai ye batana hai tujhko,
Raahon me bicha ke mohabbat apni, Pyar ke safar pe le jaana hai tujko.
Title: Pyar ke safar pe le jaana hai tujko
Bahut Mahir tha main
Bahut mahir tha main khud aur khud ke rishton ko samhalne mein,
Lekin ek waqt aya jahan na main khud ko samhal paya aur na khud ke rishton ko…
