Skip to content

Dil ka har armaan || dil ki shayari

दिल का हर अरमान उठा कर चली गई
अपना सब सामान उठा कर चली गई
आंखो में इक चांद सा चेहरा आया और!
सांसों में तूफान उठा कर चला गया!!

हर्ष ✍️

Title: Dil ka har armaan || dil ki shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Wo bhool gaye ki || sad and love hindi shayari

WO BHOOL GAYE KI  || SAD AND LOVE HINDI SHAYARI
Wo bhool gaye ki jab wo rote the toh hasaya kisne tha
jab wo roothte the to manaya kisne tha..
aj wo kehte hai ki wo bahut bhoobsurat hai..
shayd wo bhool gaye ki bataya kisne tha




na tasveer hai usakee || Dard alone sad shayari

na tasveer hai usakee jo didaar kiya jaai,
na paas hai vo jo usase pyaar kiya jaai,
ye kaisa dard diya us bedard ne,
na usase kuchh kaha jaai… na usake bin raha jaai..

ना तस्वीर 👩 है उसकी जो दिदार किया जाऐ,
ना पास है वो जो उससे प्यार🥰 किया जाऐ,
ये कैसा दर्द 😌 दिया उस बेदर्द ने,
ना उससे कुछ कहा जाऐ… ना उसके बिन रहा जाऐ.. 😔😔😔

Title: na tasveer hai usakee || Dard alone sad shayari