Skip to content

DIL TAAN AAKHIR

Dil  taan akhir sheesha c choor taan hona c kise bahane sajna ne saathon door taan hona si

Dil taan akhir sheesha c
choor taan hona c
kise bahane sajna ne
saathon door taan hona si


Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Log haste hain || Hindi shayari || true lines

Gairon se naata jodkar kaha apno se rishte bante hain,
Naata toot jaye kisi se to log bhi tanj kaste hain
Doori bna kar rehne par bhi rahat aur chain kaha
Mere halat par dekho ye duniya bhar ke log haste hain….🙃💔

गैरों से नाता जोड़कर कहां अपनों से रिश्ते बनते हैं,
नाता टूट जाए किसी से तो लोग भी तंज कसते हैं,
दूरी बना कर रहने पर भी राहत और चैन कहां,
मेरे हालात पर देखो ये दुनिया भर के लोग हंसते हैं….🙃💔

Title: Log haste hain || Hindi shayari || true lines


Very Sad Hindi Shayari video || watch and download

Dard Bhari shayri for whatsapp
Wo alag baat hai
k byan na kar paye ham
warna rag rag me mere
shamil tha tu
ik tarfa pyar mera jhalla kar gya mujhe
na jane tujhe j samaj na ayea kyu
Ashq behte gaye
hasi gayeb hone lai
andar se marte gaye hm
dheere dheere yun
bacha na kuch
zinda lash ban kar reh gaye hum
aur ahista se nikalti gai jism se rooh
song: teri meri prem kahani hai mushkil dol lafzon me … rahat fateh ali khan….

Title: Very Sad Hindi Shayari video || watch and download