Enjoy Every Movement of life!
Dua karo mai koi
Rasta nikla saku,
Tumhe bhi dekh sakhu aur
Khud ko bhi sambhal saku. ~H.P
Teri har saans ko apne dil me basa lunga
Tu meri ho to sahi
Me apne aap ko teri mang ka sindur bana luga🙈
तेरी हर सांस को अपने दिल में बसा लूंगा
तू मेरी हो तो सही
मैं अपने आप को तेरी मांग का सिंदूर बना लूंगा🙈
